Ek Click Se Sabhi Facebook Group Me Post Keise Kare

Hello Everyone, aap sabhi ka meri aaj ki is facebook post me swagat hai. Facebook ka use bhi sabse jyada kiya jata hai. Aap sabhi ka bhi facebook account hoga. Aap shayad nahi jante hai lekin agar aap koi online work karte hai to facebook aapke liye aapke promotion ke liye ek bahut hi lajwab platform hai. Aap agar blogger hai to aap apni website ki traffic increase karne ke liye facebook ka use kar sakte hai. Iske liye aapko jyada se jyada facebook group me join hona padhega. Aap apne blog ki har post ko apne dosto me share kare aur use facebook group me bhi post kare. Aapko iska achha result bhi milega.

Ab ye baat ho gayi blogging ki. Agar aap koi bhi online work karte hai to aapko har baar apne jo bhi link hai usko ek ek karke sabhi group me paste karna hota hai lekin aaj me aapko ek tarika batata hu jisse aapki post automatically sabhi group me send ho jayegi. Itna hi nahi agar aap apni post ko schedule karna chahte hai to schedule karke bhi post bhej sakte hai. Iske liye aapko baar baar facebook open karne ki jarurat nahi hogi. Meri is post ka fayda sabse jyada un logo ko hoga jo MLM work karte hai. Aapko har din apni post ko group me share karna hota hai. To aap bhi mere is tarike ka use kare jiska use me bhi kafi time se apne blog ke liye kar raha hu.

● freecharge se recharge kare aur 100% cashback le

● music website keise banayi jati hai

Ek click se sabhi facebook group me post keise kare

Step-1

Iske liye sabse pahle aapko ek alternate account banana hoga. Sabse pahle aap yaha click kare.

Step-2

Iske baad aap picture me dikhaye anusaar auto group poster par click kare.Facebook group join

Step-3

Auto group poster par click karke ke baad sign up par click kare. Sign up form me user name,password aur email enter karke registration complete kare.Facebook group sign up

Step-4

Registration complete hone ke baad apne user name aur password se apna account login kare. Login karne ke baad aapko apane account ko facebook se connect karna hai. Iske liye sabse upar menu par click karne ke baad setting par click karke open kare.Facebook group setting

Step-5

Setting me aapko facebook account ka option milega. Aap us par click kare. Iske baad add facebook account par click kare. At last get app access token par click kar de. Ab aap ise apne facebook account se connect kare. Simply aap facebook user name aur password se login karke connect kare.Facebook group connect

● Android mobile se video editing keise kare

● mobile me apni pasand ki bhasha me typing keise kare

Step-6

Connect karne ke baad aapki facebook profile picture bhi show hone lag jayegi. Ab aapko yaha par access token ka option dikhayi dega. Aap us par click kare. Click karne ke baad neeche box me kuch code milenge. Aap us poore code ko copy kar le aur jaha humne pahle get access token par click kiya tha uske neeche wale box me paste kar de. (See pictures)Facebook group submit code

Step-7

Code paste karne ke baad add facebook account par click kare. Agar aapne sab kuchh sahi kiya hai to successfully save ka option aa jayega. Ab aapka account connect ho chuka hai. Ek baar fir se aap apna account logout karke fir se login kare.

Facebook group me post keise kare

Ab hume sabhi facebook group me post bheji hai. Iske liye sabse pahle aap login kare aur homepage par box me jo bhi aap post karna chahe wo likhe ya link paste kare. Aal iska live preview scroll Down karke dekh sakte hai.Facebook group write post

Aapka type kiya huaa messege aap dekh sakte hai. Scroll Down karke apne sabhi group select kare. Aap chahe to apni pasand ke group me bhi bhej sakte hai. Sabhi group select karne ke baad send now par click kare aapki post sabhi group me chali jayegi.

● meine apna adsense approve keise karwaya full story

● aapke paas ke ATM me cash hai ya nahi check kare

Ye aaj tak ka sabse super tarika hai sabhi facebook group me post bhejna ka. Sabse achhi baat ye hai ki isse aapka bahut saara time bhi bach jata hai aur aapko baar baar group ko open nahi karna padta hai. Aap bas ek click kare aur aapka kaam poora ho jata hai. Jo blogging karte hai ya online work karte hai unko apne product ka promotion har din karna hota hai to aap bhi is tarike ka use kar sakte hai.

● apne mobile ko bina haath lagaye switch off keise kare

Whatsapp Profile picture bina crop kiye full size me set keise kare

I hope meri ye facebook group me post marne wali jankari aapko pasand aayi hogi. Aapko agar iski setting karne me koi problem aati hai to aap comment box ka use karke mujhse sawal jawab kar sakte hai. Aapki help karke mujhe bahut khushi hogi.

17 thoughts on “Ek Click Se Sabhi Facebook Group Me Post Keise Kare”

  1. अच्छी पोस्ट है
    लकिन अगर आप बता सकता है तो क्या फेसबुक ग्रुप के ईमेल पर मेल करने से भी फेसबुक ग्रुप में पोस्ट किया जा सकता है? मैंने ये कही पढ़ा था लकिन कुछ के लिए ये काम करता है और कुछ के लिए नही ये कैसे
    अगर ये चीज़ आपके ध्यान में है तो प्लीज आप मेरे ईमेल पर मेल भेज दे ताकि मैं भी इसे समझने में सक्षम रहू|
    धन्यवाद

    Reply
  2. थोड़े से प्रयास के बाद wefbee में अपने फेसबुक अकाउंट से लिंक तो हो गया लेकिन पोस्ट नहीं कर पा रहा हूँ. प्लीज आप wefbee के द्वारा ग्रुप में अपने ब्लॉग के लिंक शेयर करने के प्रोसेस का विडियो या पोस्ट ही बना दीजिये. यहाँ आपने जो बताया है उससे बिलकुल भी समझ नहीं आ रहा है कि पोस्ट पब्लिश कैसे होगा, क्योंकि आपका इमेज लो क्वालिटी का है.

    Wefbee पर मेरे ज्वाइन किया गया फेसबुक ग्रुप भी नहीं दिख रहा है? प्लीज हेल्प देव भाई…..

    Reply
    • थोड़ा और wait करे और इसे अच्छी तरह से समझ ले फिर आप पोस्ट भी कर सकेंगे। अगर फिर भी प्रॉब्लम आये मतलब कि पोस्ट ना ही तो आप इसकी सेटिंग में जाकर remove facebook account के option पर क्लिक करके अपना account remove कर दे और फिर से टोकन generate करके facebook accountadd कर लेवे।

      Reply
  3. Thank bro, abhi main is process ko follow karke dekhta hoon. Waise main 1 saal se blogging kar raha hoon lekin abhi tak 1 paisa na to income hua hai aur na hi blog par achchha responce mil raha hai. Please ek baar aap mere blog ko check karke bataiye ki mere saath aisa kyon ho raha hai? Jabki maine aapse pahle August 2016 mein hi blogging start kiya tha? Aur ho sake to please aap apne income ke baare mein bhi batayein ki blogging se aapki kitni income hoti hai?

    Reply
    • आपकी साईट में तो कोई problem नहीं है और theme भी अच्छी लगा रखी है बस आप डोमेन .com वाला ले लो और organic traffic बढाओ

      Reply
      • Ye organic traffic kya hai?
        Wefbee mein ek dikkat aa raha hai, Access token to mujhe mil hi nahin raha. Mere mein access token wala box khali dikha raha hai, token wala code kahan se copy hoga? Kya is process ka aapne koi video banaya hai? Aur kya aap iska use safaltapurvak kar rahe hain?

        Reply

Leave a comment