Hello Everyone, aapka sabka meri aaj ki is facebook se related post me swagat hai. Aaj ka time internet ka time hai aur internet ki duniya me bahut se ese platform hai jinka use karke aap apni life me kuchh changes kar sakte hai. Aap sabhi jante hai ki aaj ki busy life me kisi ke paas bhi itna time nahi hai ki aap personally kisi ke paas jakar unse mil sake. Bas isi problem ko social site se door kiya ja sakta hai. Social site me sabse pahla name aata hai facebook ka. Aaj me aapko bataunga ki aap facebook account Keise bana sakte hai aur use Verify kar sakte hai.
Social site ki list me facebook aur whatsapp popular measenging application hai. Facebook ka use 1 million se bhi jyada log karte hai aur aap bhi samajhte hai ki facebook aaj kis mukam tak pahunch gaya hai. Aaj lagbhag sabhi ke paas apna facebook account hai lekin facebook ki new terms ke anusar aap 18 year ki age se pahle facebook account nahi bana sakte. Agar aapki bhi age 18+ hai to aap facebook ka use kar sakte hai. Facebook par aap apne Dosto se bahut hi easily connect ho sakte hai. Aap facebook par photo aur video share kar sakte hai. Iske alawa bhi aap bahut se kaam facebook se kar sakte hai.
● android mobile ki screen record keise kare
● meine apna adsense approve keise karwaya peise kamane ke liye
Aap agar ek blogger hai ya koi bhi online business karte hai to facebook aapke liye ek better platform ho sakta hai. Aap shaayad nahi jante lekin facebook ek social site hone ke saath saath ek advertising program bhi hai. Aap facebook par apni site ka promotion kar sakte hai. Aap agar apni site par traffic lana chahte hai to facebook par group se kar sakte hai. Facebook ke baare me jitna bataya jaye utna kam hi hoga. Asli facebook ka maja aap account banane ke baad hi le sakte hai. To chaliye ab banate hai apna facebook account aur connect hote hai apne Dosto se.
● Android mobile se peise kamaye
Facebook Account Keise Banaye Aur Use Verify Kare
Step-1
Facebook Account banane ke liye sabse pahle aap facebook.com par jaye. Iske baad create new account par click kare.
Step-2
Ab aapka sign up form open hoga.a ap apni details submit kare.
First name- type your first name
Last name- type your last name
Email aur mobile- type your email address
Gender- select your gender
Date Of Birth- type your Date Of Birth-(for security reason me aapko suggest karunga ki aap apni real DOB na lagaye)
New password- apna password select kare. And last me aap sign up par click kar de.
● gmail account keise banaye aur safe keise rakhe
● koi bhi website fake hai ya real pata kare
Step-3
Sign up par click karne ke baad aapka facebook Account open ho jayega. Ab aapke location ke hisaab se friend list show hogi. Usme se aap koi bhi five friend ko friend request bheje aur next par click kare. Friend request bhejne ke liye add friend par click kare.
Step-4
Friend add karne ke baad ab baari aati hai aapki profile picture ki. Agli screen me aapko apni profile picture set karni hai. Simply aap apne mobile ya computer se apni picture upload kare.(facebook Account Keise Banaye)
Step-5
Aapka facebook open ho chuka hai. Facebook ki duniya me aapka swagat hai. Ab aapko ek last kaam aur karna hai aapne jo email address diya tha use Verify karna hai. Iske liye confirm email par click kare. Click karne ke baad aap apna email account open kare. Aapke email me 6 digit confirmation code hai wo code facebook me paste kar de.
● apne aadhar card ko bank se link keise kare
● meri blogging ki duniya keisi thi poori story padhe
All Done! Ab aap facebook se connect ho chuke hai. Ab aap apne Dosto ko friend request bhejkar unse connect ho sakte hai. Facebook se aap bahut kuchh kar sakte hai. Iska meine pahle hi bataya tha. Facebook ek entertainment channal hone ke saath saath promotion aur advertisement ka ek bahut bada platform hai jiska use har koi karna chahta hai. I hope aapko meri ya post facebook Account Keise Banaye pasand aayi hogi. Ise apne friend circle me share jarur kare. Aap yaha click karke mere facebook page ko like karke mere saath facebook par jud sakte hai.
Mujhe ak religion community group me mere post me om sai ram over comment kar ne k liye spammed kiya gaya ab kya karu . I am unable to view the page
जितना हो सके spam comment करने से बचें लेकिन अब आप कुछ नही कर सकते। इस तरह के comment के बारे में मैं already पोस्ट लिख चुका हूँ। ज्यादा जानकारी आप वहाँ से प्राप्त कर सकते है।
बहुत ही बढ़िया आर्टिकल है … Thanks for this article!! 🙂 🙂
Thanks you so much. Keep visiting Hindistock