Aap sabhi ka meri is post aur mere blog par swagat hai. Aap mere regular visitor hai to aap achhi tarah se jante hai ki me humesha apne visitor ke liye best android application hi sabse jyada publish karta hu. Meine pichhle dino ek bahut hi achhi aur aapke liye beautiful Notification Bar banane wali apps dekhi thi. I hope aapko bhi pasand aayegi.
Aap bhi jante hai ki aapke android mobile ka Default Notification Bar bahut hi boring hota hai aur aapko bhi ye pasand nahi hoga. Agar aap ise change karna chahte hai to bahut hi easily ise change kar sakte hai. Aap apni pasand ka icon set kar sakte hai. Ye sab kaam aap sirf ek application ki help se kar sakte hai jiska name bhi colour status bar hai. Aap is android apps ko yaha click karke Direct Download kar sakte hai.
● mobile me live tv keise dekhe- super way
● music website keise banayi jati hai
● apne name ki ringtone Download kare free me
Is type ki application ko access karne ke liye jyadatar aapke android mobile ko root karna hota hai lekin aap agar is apps ko use karte hai to aapko mobile ko root karne ki jarurat nahi hai. Lekin agar aap apne mobile ko root karna chahte hai to aap yaha click karke root karne ke fayde pad sakte hai aur apne mobile ko root kar sakte hai. Is application me aapko alag alag theme bhi milegi. Aap apni pasand se theme select kar sakte ha
Aap agar apne mobile me colour clock set karna chahte hai to aap is apps se kar sakte hai. lagbhag sabhi mobile me battary percentage ka Default option hota hai lekin aap is application se battery percentage bhi set kar sakte hai.
● blog kya hai aur blog keise banaya jata hai free me
● dreamindia250 se ghar beithe peise kamaye
● Android me 2G ke recharge par 3G internet keise chalaye
Lollipop status Notification Bar
Ye application bhi bahut hi beautifully disign ki huyi hai. Agar aap apne mobile ko Lollipop mobile ki tarah ka Notification Bar banana chahte hai to is application ko jarur Download kare. Me khud bhi kabhi is apps ka use kiya karta tha jab mere paas Lollipop version ka mobile nahi tha. Aap is application ko yaha click karke Google Play store se Download kar sakte hai.
● mobile me video editing keise kare
Is application me bahut se add on feature bhi add kiye huye hai. Is application ko install karne ke baad aap apne mobile ki accessories me jakar iski setting ko enable kar le. Aap iski setting apne hisaab se set kar le aur apne mobile ko Lollipop jeisa look de.
● whatsapp se video call keise kare
I hope aapko meri aaj ki ye dono application Notification Bar pasand aayenge. Aap apne feeback comment box me de sakte hai. Internet ki jankariyon ke liye aap mere saath isi tarah se jude rahe.
1 thought on “Android Mobile Ke Notification Bar Ko Change Keise Kare-Make Beautiful Icon Bar”