Champ1india Se 501 Me Mobile Book Karne Ka Tarika

Namaskar Dosto, meine apni pichhli post me ek mobile ke baare me bataya tha jise Champ1india flash sale me 8000 ka mobile sirf 501 me de rahi hai. Aap meri us post ko yaha click karke padh sakte hai. Meine us post me bataya tha ki is mobile me kya kuchh khaas baate hai aur aapko ye mobile keise mil sakta hai. Aaj ki is post me me aapko tarika bataunga ki aap use order keise kar sakte hai. Ti chaliye shuru karte hai- champ1india se 501 me mobile book karne ka tarika.

Aapne meri us post ko padhi hai to aapne dekha hoga ki us mobile ke feature kitne shaandar hai. Mujhe wo mobile bahut achha laga. Aur sabse achhi baat ye hai ki ye mobile hume cash on Delivery par milega to hume apne peise ko lekar koi chinta karne ki jarurat nahi hai. Ye company abhi pre launching me hai isliye ye sale par mobile de rahi hai. Yaha me aapko bata du ki is company ka freedom250 se koi lena dena nahi hai. Me nahi janta ki aapke freedom250 wale mobile aaye hai ya nahi.

● aapke paas ke ATM me cash hai ya nahi check kare

● blog me Domain keise set kare

Company ki baat ki jaye to is company ja registered office jodhpur (rajasthan) me hai. Flash sale kal yani 21 november 2016 ko shaam 5 baje start hone wali hai to aapko bhi pahle se iski teyari karke rakhni chahiye to me aapko poora tarika bata deta hu ki mobile book keise kare.

● android apps banaye aur peise kamaye

Champ1india se 501 me mobile book karne ka tarika

Step-1

Sabse pahle aap www.champ1india.com website par jaye. Aap yaha click karke bhi Redirect ho sakte hai. Dhyan rakhe champ1indi.org ke name se website bhi hai lekin wo alag hai. Aapko .com wali site par hi jana hai.

Step-2

Ab yaha homepage par aapko participate now ka option milega. Aap us par click kare. Aapke network par depend karta hai ki site kitni fast open hoti hai because flash sale me site hang ho jati hai to me aapko suggest karunga ki aap Google Chrome me hi open kare.Champ1india se 501 me mobile book karne ka tarika participate

Step-3

Ab Aap yaha par apni Licence key wale option par click kare. Aapko meine pahle hi bataya tha ki jab tak aap clean master app nahi purchase karoge aap flash sale me participate nahi kar sakte. Aapke paas agar clean master app ki licences Key hai to aap key enter kare ya customer number jo bhi aapka ho. Ye aapke mail par aaya hai usme se check kar sakte hai. Aap dono me se kisi ek ko enter kare.Champ1india se 501 me mobile book karne ka tarika licences

Step-4

Jeise ki aapko pata hai ki jab humne registration kiya tha to apni contact detail bhari di to licencekey enter karte hi poori detail open ho jayegi. Ab aap ek baar fir se check kar le.Champ1india se 501 me mobile book karne ka tarika enter detail

Step-5

Iske baad proceed to checkout par click kare. Aur apna order confirm kar de. Ab aapka order complete jo chuka hai.

Company ki site se mili jankari ke anusaar aapka Mobile order karne ke baad 15-20 days me delivery ho jayegi lekin kuchh mobile ki delivery me 1 month se bhi jyada time lag sakta hai. Aapko agar kisi tarah ma sawal-jwab karna hai to aaap site par diye gae number par contact kar sakte hai ya mere comment box me puchh sakte hai.

● free me blog keise banaye

● android mobile se video editing karne ke super apps

I hope meri ye jankari aapko pasand aayi hogi. Aapko kisi tarah ka koi doubt hai to aap mujhse puchh sakte hai. Aapki help karne me mujhe khushi hogi. To ye tha super tarika Champ1india se 501 me mobile book karne ka tarika.

2 thoughts on “Champ1india Se 501 Me Mobile Book Karne Ka Tarika”

Leave a comment