Youtube Account Adsense Se Keise Jode- Adsense Approval Only

Hello Everyone, aap sabhi ka meri is post me swagat hai. meine aapko apni pichhli post me youtube ki ek trick batayi thi jisse aap youtube ke video aasani se download kar sakte hai. aap meri us post ko yaha click karke padh sakte hai. aaj me aapko bataunga ki aap adsense account youtube se keise jod sakte hai.

aap meri ye post padh rahe hai iska matlab aapka bhi adsense account approve ho chuka hai. agar aap adsense se earning karna chahte hai to aap blogging ke alwa bhi earning kar sakte hai. iska sabse simple way hai youtube. youtube ke baare me aap sabhi achhi tarah se jante hai aapne bhi kabhi youtube par apne video upload kiye honge. to me yaha maan leta hu ki aap tiutube aur adsense ke baare me achhi tarah se jante hai to hum seedhe apne pist par aate hai aur youtube ko apne approve adsense se connect karte hai.

● Cashless payment karne ki top android app aapke liye

● youtube channal keise banaye aur verify kare

Adsense Account Youtube Se Keise Jode

Step-1

sabse pahle aap yaha click karke youtube ki official site par jaye aur apni gmail se login kare. adsense account se earning karne ke liye aapke channal me kam se kam 5 se jyada video hone chahiye aur each video par kam se kam 1000 view hone chahiye.

Step-2

iske baad aap picture me dikhaye anusar apne account par click kare. yaha aapko creator studio ka option milega us par click kar de. ab channal par jaye aur status and feature par click kare. agar aapne youtube ko monetize nahi kiye hai to hi ye option diseble dikhayi dega. aap use enable kar de.adsense account youtube VV

step-3

iske baad aapko apne adsense account ka setup karna hoga. iske liye aap get start par click kare aur sabhi privacy ko accept karke submit kare.adsense account youtube se keise jode

step-4

ab aapko yaha par setup adsense account par click karke adsense ki site par redirect karna hai aap us par click karke redirect ho jaye.

step-5

ab aap adsense par aa chuke hai yaha par aap apni website address wale option me automatically aapka youtube address show hone lag jayega aur neeche wale me aap apne youtube channal ki language select kare.adsense account youtube se connect kare

step-6

ab aap fir se apne youtube account par redirect ho jayenge. yaha aapko apne youtube par google adsense ki taraf se messege show hoga ki aapka adsense account full approve ho chuka hai. ye messege bhi tabhi show hota hai jab pahle se kisi blog par adsense account approve ho chuka ho. final step me hume apne youtube video ko monetize karna hai iska messege bhi aapki computer screen par show ho raha hai. aapko bas monetize video par click karna hai.adsense account youtube se jode aur monetize kare

adsense me page level ads se extra peise keise kamaye

Apne name ki ringtone Download kare free me

step-7

moonetize video par click karne ke baad aapke sabhi video monetize ho jayenge. aapke jitne bhi video hai wo sabhi ab adsense se connect ho chuke hai ab aapko kuchh basic setting karni hai jinke baare me me aapko bata raha hoo. adsense account youtube

step-8

yaha par aap ek baar fir se monetize par click kare aur conform kare ki aapke sabhi video achhi tarah se monetize ho chuke hai. agar aapke sabhi video ho chuke hai sabhi video ke samne green dollor ka icon lag jayega. agar aapka video copyright huaa to video ke samne copyright ka option bhi aa jayega. achha hoga ki aap un video ko delete kar de. veise bhi ye google adsense ki privacy ke khilaf hai aur youtube par bhi aap copyright video upload nahi kar sakte.adsense account youtube se connect karke full monetization kare

● Ek click se sabhi whatsapp group me post keise kare

● Mobile ko hard reset karne ke 3 super tarike

Agar copyright video huye to aapko view bhi nahi milenge isliye aap khud ke video hi upload kare aur ye baat sabhi blogger bhi kahte hai. aap agar adsense par naye hai to aap ho sakta hai ki iske baare me achhi tarah se nahi jante aapko kuchh time baad iska pata bhi chal jayega.

● Android mobile se Connect wi-fi ka password keise dekhe

● Music website keise banayi jati hai ( step-to-step guide)

Calculation

har blogger ka ye ek sapna hota hai ki wo jab online work kar raha hai to kyo na adsense ka use karke usse peise bhi kama liye jaye aur meri nazar me ye online earning ka sabse achha tarika hai ho sakta hai ki shuru me aapko kaafi struggle karna pade lekin aap uske baad bahut hi aaram se peise kamaa sakte hai aur youtube ek esa software hai jisse aap daily video upload na bhi kare fir bhi aapki income par jyada effect nahi padega aur aapke visitor bhi aate rahenge. to aapko meri ye adsense account youtube se jodne wali post kesi lagi mujhe jarur bataye aur internet ki nayi jankariyo ke liye mere saath jude rahe.

5 thoughts on “Youtube Account Adsense Se Keise Jode- Adsense Approval Only”

  1. hlσ ѕír
    mαínє αpnє чσutuвє chαnnєl pєr єk vídєσ uplσαd kr rαkhí h αur uѕkє ααgє dσllαr вhí вαnα huα ααtα h pαr jαв mαín uѕє mαnєtízє kαrtα hun tσ wσ чσur wєвѕítє pαr ααkє ruk jααtα hun mujhє íѕє trg kαrtє huє єk mαhínα hσ gчα wαhí prσвlєm αα rhí h ѕír plzzzz
    kσí ѕσlutíσn вαtαчє

    Reply
  2. बहुत ही उम्दा …. sundar lekh …. Thanks for sharing this nice article!! 🙂 🙂

    Reply

Leave a comment